Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
humein to har shakhas bekaar Mila || sad but true || best hindi shayari
Na dosti Mili na pyar Mila
Humein to bas Intezaar mila😇
Logo ko Mila hoga insano mein khuda
Humein to har shakhas bekaar mila🙃
ना दोस्ती मिली ना प्यार मिला
हमें तो बस इंतजार मिला😇
लोगो को मिला होगा इंसानों में खुदा
हमें तो हर शख्स बेकार मिला🙃
Title: humein to har shakhas bekaar Mila || sad but true || best hindi shayari
Rabb khair kare || hindi shayari
Nigahe nasheeli ghata zulf kaali ye dil-kash adaa rab khair kare
Ye Sawan ka mosam or qatil haseena magar he khafa rab khair kare.
Adaye bhi qatil nigahe bhi qatil ye zulfe bhi qatil pukare Jo wo to sadaye bhi qatil!
Saja siyaah jode me qatil hamara kare bas kare rab khair kare

