Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mere liye duayein || Hindi shayari
Aaj khak ho jau to koi baat nahi
Mere apne mere liye duayein mangte hain…🙌
आज ख़ाक हो जाऊ तो कोई बात नहीं,
मेरे अपने मेरे लिए बस दुआएं मांगते हैं…🙌
Title: Mere liye duayein || Hindi shayari
Jab bhi peeche dekhoge || Hindi shayari
Shayad salo sal tum smay laga do,
Kisi ke intezaar main zindagi bita do,
Magar jab bhi thak haar ke piche dekhoge,
Tab bhi Hme apne intezaar main hi tadapta dekhoge.🍂

