Skip to content

Ik tarfa mohobat || 2 lines shayari hindi

ishq jhootha sacchi baate
toott jaata hai aashiq
ek tarfa mohobat
nibhate nibhate

इश्क झुठा सच्ची बातें
टुट जाता है आशिक
एक तरफा मोहब्बत
निभाते निभाते

—ਗੁਰੂ ਗਾਬਾ 🌷

Title: Ik tarfa mohobat || 2 lines shayari hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Bahtar ki talash || 2 lines true hindi shayari

Kabhi kisi bahtar ki talash me mat rahna
Jo sath hai usiko bahtar bana na sikho

Title: Bahtar ki talash || 2 lines true hindi shayari


Zamane Se Mazboor Hain ||Hindi shayari

Ke khata ho gyi ha hamse
Ye ham kubool karte hai
Ke ye ishq ek rog hai
Aur ye rog se ham pidhit hai
Kya kare eas zamane se ham mazboor hai
Chaha ke bhi pas aa nahi sakte
Aur dil se door jaa  nhi skte.❤️