Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Ye rooh bimar hai || love Hindi shayari || Hindi thoughts
Na kahi chain hai, Na kahi karar hai
Bda bura rog ye, jiska naam pyar hai 💕
Lagi hai kisi apne ki nazar fakir
Is baar jism nhi, ye rooh bimar hai 🥀
ना कही चेन है,और ना कही क़रार है
बड़ा बुरा रोग ये,जिसका नाम प्यार है💕
लगी है किसी अपने की नजर फकीर
इस बार जिस्म नहीं, ये रूह बीमार है🥀
Title: Ye rooh bimar hai || love Hindi shayari || Hindi thoughts
Har kaamyabi ke piche || true line shayari
Har kaamyabi ke piche
Aurat ka hath chipa hota hai
Har fauji ke naam piche
Maut ka kaal chipa hota hai
Har sangeet ke piche
Sur aur taal chipa hota hai
Agar achi batein kar leta hu to
Har shayar ke piche ek kayar chipa hota hai..:-)
ਹਰ ਕਾਮਯਾਬੀ ਕੇ ਪਿੱਛੇ
ਔਰਤ ਕਾ ਹੱਥ ਛਿਪਾ ਹੋਤਾ ਹੈ
ਹਰ ਫ਼ੌਜੀ ਕੇ ਨਾਮ ਪਿੱਛੇ
ਮੌਤ ਕਾ ਕਾਲ ਛਿਪਾ ਹੋਤਾ ਹੈ
ਹਰ ਸੰਗੀਤ ਕੇ ਪਿੱਛੇ
ਸੁਰ ਔਰ ਤਾਲ ਛਿਪਾ ਹੋਤਾ ਹੈ
ਅਗਰ ਅੱਛੀ ਬਾਤੇ ਕਰ ਲੇਤਾ ਹੂ ਤੋ
ਹਰ ਸ਼ਾਇਰ ਕੇ ਪਿੱਛੇ ਇਕ ਕਾਇਰ ਛਿਪਾ ਹੋਤਾ ਹੈ..:-)
