Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Itni si mohabbat || sad hindi shayri
Bs itni si mohabbat ki hai,.
Mera har din tujhe shuru ho kar tujhi pe khatam hota hai,
Bs itni si mohabbat ki hai ,.
Mere har khwab mein tera hi khayal aata hai,
Title: Itni si mohabbat || sad hindi shayri
Humne bhi kisi sham guzar jana hai || sad hindi shayari
Ek Muddat se ujadte hi chale aaye Hain
Ek Lamhe mein kahan hamen Savar jana hai
Jis tarah din Kate Raat bhi gaya hathon se
Is tarah humne bhi kisi sham Gujar jana hai💯
एक मुद्दत से उजड़ते ही चले आये हैं
एक लम्हे में कहाँ हमें सवर जाना है
जिस तरह दिन कटे रात भी गया हाथों से
इस तरह हमने भी किसी शाम गुज़र जाना है💯
