Skip to content

Insaan || two line shayari || motivation

Insan ke liye deepak ka jeevan prernadayak v vandniye hai
Kyunki veh dusro ke liye jalta hai…Dusro se nhi✌️

इंसान के लिए दीपक का जीवन प्रेरणादायक व वंदनीय है
कयोंकि वह दूसरों के लिए जलता है…… दूसरों से नहीं✌️

Title: Insaan || two line shayari || motivation

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


CHAHTEIN BADHNE LGI THI TUMSE || love hindi shayari

Chahatein badhne lgi hain tumse milne ke baad,
Din kab gujra ye bhi nhi tha mujhko yaad,
Phir waqt ke namanzuri ne nhi smjhe mere jazbaat,
Kya pta tha vo shaam mein hui thi humari aakhrimulaqat…….

चाहतें बढ़ने लगी हैं तुमसे मिलने के बाद
दिन कब गुज़रा ये भी नही था मुझको याद,
फिर वक़्त के नामंजूरी ने नहीं समझे मेरे जज़्बात,
क्या पता था वो शाम में हुई थी हमारी आखरी मुलाकात…

Title: CHAHTEIN BADHNE LGI THI TUMSE || love hindi shayari


Tere ishq mein || hindi shayari || love shayari

Ishq shayari || love shayari || tere ishq mein bin sindoor suhagan