Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Pyar kyu kiya || sad hindi shayari
Inkaar kar deti, Ijhaar kyon kiya.
Saath mein nahi rehna, toh phir Pyaar kyon kiya…???💔
इंकार कर देती ,इजहार क्यो किया ।
साथ में नही रहना ,तो फिर तूने प्यार क्यो किया…???💔
Title: Pyar kyu kiya || sad hindi shayari
Saath na hoge || waqt shayari
Waqt aisa bhi aayega jab hum aapke paas na hoge ye lamhe itne khaas na hoge yaade to hogi bhut si ik din par hum aapke sath na hoge 💕
वक़्त ऐसा भी आएगा जब हम आपके पास न होंगे ये लम्हे इतने खास न होंगे यादें तो होगी बहुत सी इक रोज़ पर हम आपके साथ न होंगे 💕
