Kuchh pal yun bite tere sang jese tufaan do pal ka
Aj bhi naa jaane kyu inteyaar kru main tere kal ka
Sabi singh
Kuchh pal yun bite tere sang jese tufaan do pal ka
Aj bhi naa jaane kyu inteyaar kru main tere kal ka
Sabi singh
Jab khuda ne MAA ka astitva bnaya uska ek ek jaadoo kisi aur ne churaya mohabbat, hifajat, barkat jo khuda ka kaam tha ye sab bhi ab maa ka duja naam tha dekhte hi dekhte koi aur parvardigaar hogyaa Maa ko bna kar KHUDA berojgaar hogya……
जब खुदा ने मां का अस्तित्व बनाया उसका एक एक जादू किसी ओर ने चुराया मोहब्बत हिफाज़त बरकत जो खुदा का काम था ये सब भी अब मां का दूजा नाम था देखते ही देखते कोई और परवरदिगार हो गया ”मां” को बना कर खुदा बेरोजगार हो गया….
