Enjoy Every Movement of life!
Soch raha tha k jawab kya bheju,
aap jaise dost ko toofa kya bheju,
guldasta bhejna to bewakufi hogi,
kyu k jo khud gulab hai use gulab kya bheju…?
Mere jazbaat mere dil ki harr baat kehte hai hamesha
Bass lafzo se hi izhaar nhi hota 🥀
मेरे जज़्बात मेरें दिल की हर बात कहते हैं हमेशा
बस लफ़्ज़ों से ही इज़हार नहीं होता।।🥀
