Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Sabar karna seekh lo || Hindi shayari || two line shayari
Sabr krna seekh lo kyunki
Rab ke faisle par kabhi shak nhi kiya ja sakta 👍
सब्र करना सीख लो क्योंकि
रब के फैसले पर कभी शक नहीं किया जा सकता 👍
Title: Sabar karna seekh lo || Hindi shayari || two line shayari
Tumhari yaadein || hindi shayari
kyu raatein guzarti nahi hai
kyu baatein sambhalti nahi hai
kyu aksar ye hota hai
ki tumhari yaadein zehen se utarti nahi hai ..❤️

