Enjoy Every Movement of life!
Yakeen sa ho gya hai un logo par jo kehte the!!
Mohbbat nayi ho toh khushiya deti hai purani ho toh dukh💔
यकीन सा हो गया है उन लोगों पर जो कहते थे..
मोहोब्बत नई हो तो खुशियाँ देती है पुरानी हो तो दुख💔
Teri khamoshi mujhko kr rahi khamosh hai,
jane tujhe kya hua hai aur kya mera dosh hai,
mai khud se puchu kai swaaal ki kyu tu madhosh hai,
tu premika thi fir kyu sab jaan k bhi bihosh hai..
