Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Pyar aur nafrat || two line shayari || hindi shayari
Pyar aur nafrat dono hi kya kamaal karte hain,
Ho agar shiddat se to zindagi barbaad karte hain 🙌
प्यार और नफरत दोनो ही क्या कमाल करते हैं ,
हो अगर सिद्दत से तो जिंदगी बर्बाद करते हैं|🙌
Title: Pyar aur nafrat || two line shayari || hindi shayari
Raaziq ka khayal hi nahi || two line shayari
Allah ko bhool gaye log fikr-e-rozi mein
Talaash rizk ki hai raziq ka khyal hi nahi💯
अल्लाह को भूल गए लोग फिक्र-ए-रोज़ी में
तलाश रिज्क की है राजिक का ख्याल ही नहीं💯
