Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Humne bhi kisi sham guzar jana hai || sad hindi shayari
Ek Muddat se ujadte hi chale aaye Hain
Ek Lamhe mein kahan hamen Savar jana hai
Jis tarah din Kate Raat bhi gaya hathon se
Is tarah humne bhi kisi sham Gujar jana hai💯
एक मुद्दत से उजड़ते ही चले आये हैं
एक लम्हे में कहाँ हमें सवर जाना है
जिस तरह दिन कटे रात भी गया हाथों से
इस तरह हमने भी किसी शाम गुज़र जाना है💯
Title: Humne bhi kisi sham guzar jana hai || sad hindi shayari
sareaam badnaam kiye ja rahe hai || sad hindi shayari
Dheere dheere samjh aa rahi hai hakikat unki,
Akele me mohabbat dikha ke, sareaam badnaam kiye ja rahe hai💯
