Skip to content

Ishq dard || Hindi shayari || beautiful lines

कहते हैं जिसे लोग इश्क़, प्यार, दर्द है
ख़ुशियाँ हैं इसमें झूठ मेरे यार दर्द है
जिनको ये दर्द ना मिला वो चीखते रहे
जिनको मिला उनके लिए बेकार दर्द है
ऐसा नहीं कि आज हुआ कल नहीं हुआ
ये दर्द है तो दर्द है हर बार दर्द है. 🙂🥀

Title: Ishq dard || Hindi shayari || beautiful lines

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kaidi ban gaye haan || true love Punjabi shayari || Punjabi status images

True love Punjabi shayari/two line Punjabi status/sacha pyar shayari/Punjabi love shayari images/Kaidi ban gaye haan tere khayalan di jail ch
Na koi bachaun vala e te na koi shudaun wala..!!
Kaidi ban gaye haan tere khayalan di jail ch
Na koi bachaun vala e te na koi shudaun wala..!!

Title: Kaidi ban gaye haan || true love Punjabi shayari || Punjabi status images


Agar Tu Mili Na Hoti

Agar Tu Mili Na Hoti !

Zindagi Kitni Haseen Hoti

Tu Saath Hoti !

Per Zindagi Aur Haseen Hoti

Agar Tu Mili Na Hoti !

Ye Roz Roz Khud Se Sawal Na Hote !

Ye Hari Bhari Zindagi Mein Kisi Ki Kami Khali Na Hoti 

Agar Tu Mili Na Hoti…!

Wahi Awara Man Chale Ladke Hote Hum !

Duniya ke Dour-Bhag se Thakk Ke Lout Ke

Chain Se Maa Ki Godd mein Sote Hum ❤️

Kisi Chij Ki parwaah Nahin Hoti 

Shaamon Mein Cigarette Jali Nahin Hoti 

Nashon Ki Latt Lagi Naa Hoti 

Uzaalo See Darta Nahin Dil Mera 

Bheed Ko Dekh Ke Bechaini Macchi Nahin Hoti !

Sab Sawal Ek Taraf 23 Ki Umar mein Ummar Se Phele Chehre Pe Baraf Uggi Nahin Hoti 

Hum Bhi Auron Ki Tarah Dil Se Haste 

Agar Tu Mili Nahi Hoti.

Title: Agar Tu Mili Na Hoti