Skip to content

Ishq de dard || two line shayari || true shayari

Ishq de dard bhawein athre hi ne..!!
Par es ch mile sukun de pal kuj vakhre hi ne..!!

ਇਸ਼ਕ ਦੇ ਦਰਦ ਭਾਵੇਂ ਅੱਥਰੇ ਹੀ ਨੇ
ਪਰ ਇਸ ‘ਚ ਮਿਲੇ ਸੁਕੂਨ ਦੇ ਪਲ ਕੁਝ ਵੱਖਰੇ ਹੀ ਨੇ..!!

Title: Ishq de dard || two line shayari || true shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Unki mohobbat || love hindi shayari || best shayari

Unki Mohobat ke nishaan baaki hai
Naam lub pr hai aur jaan baaki hai
Kya hua agr dekh kr muh fer lete hai
Tassalli hai ki shakal ki pehchaan baaki hai❤

उनकी मोहोब्बत के निशान बाकी है
नाम लब पर है और जान बाकी है
क्या हुआ अगर देख कर मुँह फेर लेते हैं
तस्सली है की शक्ल की पहचान बाकी है❤

Title: Unki mohobbat || love hindi shayari || best shayari


Izhar e Mohabbat || love shayari

Teri arzoo karta hun Mai
Teri guftagu sunta hun mai
Tere Chand se is chere ko yuhi nahi takta hun mai
Tere labo se nazre hathi nahi
Teri Ankho se ankhe milti nahi
Sab Naseeb ka khel hai yunhi nahi kheta hun mai

Kyu karta hun Mai Aisa
Kyu karta hun Mai Aisa
Kyu Teri arzoo karta hun mai
Kyu Teri guftagu sunta hun mai
Kyu tere chere ko takta hun mai
Kyu tere labo se nazre hathi nahi Teri ankho se ankhe milti nahi
Kyu kyu kyu

Is kyu ka bhi ik jawab hai
Is kyu ka bhi ek jawab hai
Tujhe bepanah chahta hun mai
Tujhe mohabbat karta hun mai
Teri muskurahat ke liye
Teri khilkhiahata ke liye
Sare gamo ko bhul kar bhi muskuraya karta hun mai
Teri farrrmaaaishe
Teri sari  khwahishe
Mukammal karna chahta hun mai
Tujhse mohabbat karta hun mai
Teri siyah zulfo ko
Tere surkh hotoh ko
Sajana chahta hun mai tujhe bepahan chahta hun main 

Tujhse mohabbat karta hun mai 

Title: Izhar e Mohabbat || love shayari