Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Yaadein chodd do || Hindi shayari
Pyaar karo ya na karo,
Saath raho ya na raho,
Bas yaadein hamare liye chodd do,
Chahe aitbaar karo na karo.❣️
Title: Yaadein chodd do || Hindi shayari
Apna aashiyaana bna diya
Hum dono ke rahein alag alag the
Phir bhi milkar ek raaste bana diya
Manzilein kaahe dur khade the
Aur phir bhi hum ne khawaboo mein apna ek aashiyana bana diya
