Skip to content

Ishq ek se halal hota hai || hindi shayari || true love shayari

Main Mutaffik Hun Tumhari Tamam Baaton Se💯
Bairhal Dil Toda Nhi Karte 🙃
Aur Ishq Ek Se Halal Hota hai❤️
Har Kisi Se Thoda Thoda Nhi Karte🙌

मैं मुताफिक हूँ तुम्हारी तमाम बातों से💯
बहरहाल दिल तोड़ा नही करते 🙃
और इश्क़ एक से हलाल होता है❤️
हर किसी से थोड़ा थोड़ा नही करते🙌

Title: Ishq ek se halal hota hai || hindi shayari || true love shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


zindagee ne aaj || Intezaar shayari hindi

zindagee ne aaj kah diya hai mujhe,
kisee aur se pyaar hai,
meree maut se poochho,
ab use kis baat ka intazaar hai…

ज़िन्दगी ने आज कह दिया है मुझे,
किसी और से प्यार है,
मेरी मौत से पूछो,
अब उसे किस बात का इंतज़ार है…

Title: zindagee ne aaj || Intezaar shayari hindi


Tumhe lekar🫶❤️ || love shayari