Skip to content

Ishq hai ya kuch aur || two line Hindi shayari

Ishq hai❤Ya kuch aur Ye pta nhi🤷‍♂,…. 
Par jo🥴 tumse hai 😍 kisi aur se nhi…..!

इश्क़ है❤️या कुछ और ये पता नहीं🤷‍♂,…. 
पर जो🥴 तुमसे है 😍 किसी और से नहीं….. ! 

Title: Ishq hai ya kuch aur || two line Hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tadap || hindi shayari || sad shayari

Mei apni tadap kuch yun bayan karti hu ki
hum yaha aapse baat karne ko marr rahe hain
aur aap  gumshuda hokar kahin beparwah bethe honge💔💔💔

मैं अपनी तड़प कुछ यूँ बयान करती हूँ
हम यहाँ आपसे बात करने को मर रहे हैं
और आप गुमशुदा होकर कहीं बेपरवाह बैठे होंगे💔💔💔

Title: Tadap || hindi shayari || sad shayari


na hansate khud || Sad hindi shayari

na hansate khud-ba-khud to…kab ke mar jaate,
zindagee toone to kabhee, muskuraane kee vazah nahin dee..

ना हँसते ख़ुद-ब-ख़ुद तो…कब के मर जाते,
ज़िन्दगी तूने तो कभी, मुस्कुराने की वज़ह नहीं दी..

Title: na hansate khud || Sad hindi shayari