Ishq ki daastan || hindi shayari was last modified: February 26th, 2023 by _anmol_sahi
Enjoy Every Movement of life!
meree sab koshishen naakaam thee unako manaane ki,
kahaan seekheen hai zaalim ne adaen rooth jaane ki.
मेरी सब कोशिशें नाकाम थी उनको मनाने कि,
कहाँ सीखीं है ज़ालिम ने अदाएं रूठ जाने कि.
Kehte he jab koi kisi ko saache dil se yaad karta he,
to aasman se ek taara tut ke girta he.
ek din aesa aayega ki saara aasman khali ho jayega,
aur ilzam hum par lagaya jayega.
