
chahat bta bhi dena
kitna pyar hai uss se
yeh jta bhi dena
aisa na ho ki uska dil
kahi aur lag jaaye
tum waqt se karke izhaar
uska dil chura bhi lena
Enjoy Every Movement of life!


Inn baaton par kon qayam rehta hai janaab,
Humne waqt ke sath iss waqt ko bhi badalte dekha hai ✌️
इन बातों पर कौन कायम रहता है जनाब,
हमने वक़्त के साथ इस वक़्त को भी बदलते देखा है ✌️