Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Dam Mein Dam || 2lines status
Jab Tak Tha Dam Mein Dam Na Dabe Aasmaan Se Hum,
Jab Dam Nikal Gaya Toh Zameen Ne Dabaa Liya.
जब तक था दम में दम न दबे आसमाँ से हम,
जब दम निकल गया तो ज़मीं ने दबा लिया।
Title: Dam Mein Dam || 2lines status
DUA KARO || 2lines shayari
Dua karo mai koi
Rasta nikla saku,
Tumhe bhi dekh sakhu aur
Khud ko bhi sambhal saku. ~H.P

