Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Sirf izhaar nahi karte || True Hindi Lines
Sapne toh yu bahut haseen hote hai, Magar sapno se pyar nahi karte,
Tumhe chahte toh hum aaj bhi hai, Sirf izhaar nahi karte!!!
Title: Sirf izhaar nahi karte || True Hindi Lines
Dam Mein Dam || 2lines status
Jab Tak Tha Dam Mein Dam Na Dabe Aasmaan Se Hum,
Jab Dam Nikal Gaya Toh Zameen Ne Dabaa Liya.
जब तक था दम में दम न दबे आसमाँ से हम,
जब दम निकल गया तो ज़मीं ने दबा लिया।


