Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Sabka hisaab hai || two line Hindi shayari
Lakh thokren kha kar aaj kamyaab hai
kab kon khan badal gya sabka hisaab hai ✨
लाख ठोकरें खाकर आज कामयाब हैं
कब कौन कहां बदल गया सबका हिसाब है ✨
Title: Sabka hisaab hai || two line Hindi shayari
Andheri yeh zindagi
Jaau kaha raahe na nazar aati
naahi ulzhi si ulzhan ki sulzhan nazar aati
neend na aaye raaton ko bin soye najane kitne raate kaati
jo dekh pau raah unme v kaante nazar aa jaati
andhero se ladkr lgte roshni k talash me har roz hum
khushi toh jaise gyb hi hogyi milta nhi kuch v siwaye gum
