Skip to content

Ishqe de ranga vich khedna e mein || true love shayari || sacha pyar

Ishqe de ranga ch khedna e mein
Dua rabb ton har raza ch vi tu howe..!!
Mein jitta teri zindagi hou naam mere
Mein hara te saza ch vi tu Howe..!!

ਇਸ਼ਕੇ ਦੇ ਰੰਗਾਂ ‘ਚ ਖੇਡਣਾ ਏ ਮੈਂ
ਦੁਆ ਰੱਬ ਤੋਂ ਹਰ ਰਜ਼ਾ ‘ਚ ਵੀ ਤੂੰ ਹੋਵੇਂ..!!
ਮੈਂ ਜਿੱਤਾਂ ਤੇਰੀ ਜ਼ਿੰਦਗੀ ਹੋਊ ਨਾਮ ਮੇਰੇ
ਮੈਂ ਹਾਰਾਂ ‘ਤੇ ਸਜ਼ਾ ‘ਚ ਵੀ ਤੂੰ ਹੋਵੇਂ..!!

Title: Ishqe de ranga vich khedna e mein || true love shayari || sacha pyar

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Majboori mein judaa || hindi shayari

Hindi shayari || true lines || sad but true shayari || majboori mein jab koi juda hota hai... Zaroori nhi ke vo bewafa hota hai..... De kar vo aapki ankhon mein aansu.... Akele mein aapse bhi jada rota hai... 🙂
majboori mein jab koi juda hota hai… Zaroori nhi ke vo bewafa hota hai….. De kar vo aapki ankhon mein aansu…. Akele mein aapse bhi jada rota hai… 🙂




Mein nahi kahunga || hindi shayari

Mein nhi kahunga ke tu har dam mere sath khada rahe
Par jab gir jau kahi safar mein
To hath thaam le mera, bas itni guzarish karunga..
Mein nahi kahunga ke tu margdarshan bna rahe ta umar mera
Par jab karna pade chunav zindagi mein
To apni kadvi slah ka thoda sa Itr mujh par chidak dena..
To ho sakta hai kayi saal nikal jaye aur tujhse mulakat bhi na ho
Par jab awaz doon tujhe musibat k sme
Tu dhaal ban jaye mera, mein bas bhagwan se yahi ardaas har baar karunga❤️

मैं नहीं कहूँगा कि तू हर दम मेरे साथ खङा रहे।
पर जब गिर जाऊँ कही सफर में
तो हाथ थाम ले मेरा ,बस इतनी गुजारिश करूँगा।
मैं नहीं कहूँगा कि तू  मार्गदर्शक बना रहे ताउम्र मेरा।
पर जब करना पङे चुनाव जिदंगी में
तो अपनी कङवी सलाह का थोङा सा इत्र मुझ पर छिङक देना।
हो सकता है कई साल निकल जाए और तुझसे मुलाकात भी ना हो।
पर जब आवाज़ दूँ तुझे मुसीबत के समय
तू ढाल बन जाए मेरा, मैं बस भगवान से यहीं अरदास हर बार करूँगा❤️

Title: Mein nahi kahunga || hindi shayari