Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mohabbat || hindi love shayari || two line shayari
Tum to ab aaye ho is dasht-e-mohabbat ki taraf
Maine ye khak bahut pahle udayi hai🍃
तुम तो अब आये हो इस दश्त-ए-मोहोब्बत की तरफ़
मैने ये खाक बहुत पहले उड़ाई है🍃
Title: Mohabbat || hindi love shayari || two line shayari
kuchh khaas nahin || Shayari for love Hindi 2 lines
kuchh khaas nahin in haathon kee lakeeron mein,
magar tum ho to ek lakeer hee kaaphee hai…
कुछ खास नहीं इन हाथों की लकीरों में,
मगर तुम हो तो एक लकीर ही काफी है…
