itana, aasaan hoon ki har kisee ko samajh aa jaata hoon,
shaayad tumane hee… panne chhod chhod kar padha hai mujhe..
इतना, आसान हूँ कि हर किसी को समझ आ जाता हूँ,
शायद तुमने ही… पन्ने छोड़ छोड़ कर पढ़ा है मुझे..

Yeh duniya hume gawara nahi hai
Ab tu humara sahara nahi hai
Tu dekhti in ankhon mein ki
Ab inke bin guzara nahi hai
Bhut dil tode hain jinke lie ….
Ab voh shakhs bhi humara nhi hai
Saath hoti tere har ehsaas tera hota sukhi ret par giri baarish ki bundo sa saath tera hota
Par ab Sochu bhi to kya Sochu jo mera tha hi nahi vo mera kaise hota
Main or meri tanhaai aksar ye baatein kiya karte hai ki tum hote to kaisa hota ……