Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Aitbaar || punjabi shayari || true lines
Tod ke jod lawo….
Har cheez duniya di
Kabil-e-murammat hai…
Aitbaar ke siwa….😐
ਤੋੜ ਕੇ ਜੋੜ ਲਵੋ….
ਹਰ ਚੀਜ਼ ਦੁਨੀਆ ਦੀ
ਕਾਬਿਲ-ਏ-ਮੁਰੰਮਤਹੈ…
ਇਤਬਾਰਕੇ ਸਿਵਾ….😐
Title: Aitbaar || punjabi shayari || true lines
Mitti ki khoobsurti || Hindi shayari
Girte patton se shakhon ke berang nazare hain
Lehron ki khanak sunne ko betaab kinare hain
Murjha gayi hain kaliyan bhi do boond pani ki aas mein
Mitti ki khoobsurti ab bejaan foolon ne saware hain…💯
गिरते पत्तों से शाखों के बेरंग नज़ारे हैं,
लहरों की खनक सुनने को बेताब किनारे हैं,
मुरझा गई हैं कलियाँ भी दो बूँद पानी की आस में,
मिट्टी की खूबसूरती अब बेजान फूलों ने सवारे हैं…💯

