Skip to content

Jazbaat-punjabi-ghaint-shayari

Title: Jazbaat-punjabi-ghaint-shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tere naam ho jau || Love shayari

तेरे इश्क में  इस तरह नीलाम हो जाऊँ,

आखरी हो तेरी बोली और में तेरे नाम हो जाऊ

Tere ishq me is tarah neelam ho jau
aakhri ho teri boli aur me tere naam ho jau

Title: Tere naam ho jau || Love shayari


Ye duniya usi ko salaam karti hai || two line shayari || true lines

Janab ye duniya usi ko salam karti hai
Jiske pass paisa ho power ho ya jiska khauf ho💯

जनाब ये दुनिया उसी को सलाम करती है
जिसके पास पैसा हो पावर हो या जिसका खौफ हो💯

Title: Ye duniya usi ko salaam karti hai || two line shayari || true lines