Skip to content

Jaan kadd le || sad shayari || Punjabi status || dard shayari

Bs kar sajjna stauna chadd de
Ja ta gal la le sanu..
Ja jaan kadd de..!!

ਬਸ ਕਰ ਸੱਜਣਾ ਸਤਾਉਣਾ ਛੱਡ ਦੇ
ਜਾਂ ਤਾਂ ਗਲ ਲਾ ਲੈ ਸਾਨੂੰ
ਜਾਂ ਜਾਨ ਕੱਢ ਦੇ..!!

Title: Jaan kadd le || sad shayari || Punjabi status || dard shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Usne mujhko khat likha tha || love shayari

उसने मुझको खत लिखा था ,
खत में अपना मत लिखा था,

मैंने पूछा प्यार करेगी,
उसने केवल धत लिखा था,

जब मिलने की बात करी तो,
उत्तर में बस छत लिखा था,

बातों में उलझाव बहुत था,
नयनों में सहमत लिखा था।

Usne Mujhko khat likha tha,

Khat mein apna mat likha tha,

Meine pucha pyaar karegi,

Usne kebal dhat likha tha,

Jab milne ki baat kari toh ,

Usne kebal Chhat likha tha,

Baaton mein uljhaab bahut tha,

Nayano mein sehmat likha tha… 

Title: Usne mujhko khat likha tha || love shayari


Baat na hona || hindi shayari

Baat na hona baat hona hota hai
Sab kuj pa kar v sab kuj khona hota hai
Hass hass ka Dunea sa milna akala ka rona hota hai
Sara din ro ro kar yr zaruri sonna hota hai
Puri dunea ho pass lakin ek shaksh ka bina dil ❤️ka kona kona hota hai
Muskil to nhi hai kuj v nhi hai yr bss yr Ko khona sa phla khud ko khona hota hai
Nazdeekea ki baat mat kr ab tujsa milna ki chahat nahi abb
Tujsa milkar durr hona hota hai

Title: Baat na hona || hindi shayari