Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Pyaar vyar bekar hai
Chor kar aya parivar aur yaar ko
Reh rha hu akela paane pyaar ko
Fir Pyaar ney bhi muhh mor liya
Humne bhi apna dil torr liya
Ab wapas mur nahe sakte
Aur kisi ke ho nahe sakte
Toh kaise btau dil ka ye haal mai
Yaron karke baitha hu haal apna behal mai
Title: Pyaar vyar bekar hai
KHUSHI DE DIWE || Sad Self destroyer Status
Asin tan khud aapniyaan mehflan diyaan
tahniyaan chhang aaye
tel unde hoye v khushi te diwe bujaa aye
ਅਸੀਂ ਤਾਂ ਖੁਦ ਆਪਣੀਆਂ ਮਹਿਫਲਾਂ ਦੀਆਂ
ਟਾਹਣੀਆਂ ਛਾਂਗ ਆਏ
ਤੇਲ ਹੁੰਦੇ ਹੋਏ ਵੀ ਖੁਸ਼ੀ ਦੇ ਦੀਵੇ ਬੁਝਾ ਆਏ
