Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Maalum hota hai..💔🖤
Nikalta chand sabko pasand aata hai
Doobta suraj kaun dekhna chahta hai..💔
Toot’ta hua taara sabki dua isliye poori karta hai🤲
Kyuki use tootne ka dard maalum hota hai…💔🖤
Title: Maalum hota hai..💔🖤
Hamsafar || hindi shayari || love shayari
Tera sath na shodu ye waada hai
Mera hai tu khaas humsafar mera,
Tera hath rahe mere hath mein sada❤
तेरा साथ न छोड़ू ये वादा है
मेरा है तू खास हमसफ़र मेरा,
तेरा हाथ रहे मेरे हाथ में सदा❤
