jb hume apni mehnat Or iswar par viswas ho,
To kisi tufaan mai itni takat ni ki hamko hila de.
Enjoy Every Movement of life!
jb hume apni mehnat Or iswar par viswas ho,
To kisi tufaan mai itni takat ni ki hamko hila de.
Mohabbat ho gayi hai shayad
Mai firse chaand ko pane chala hu
Bhut roya tha ek bar jo krke
Wahi galti firse dohrane chala hu🍂
मोहोब्बत हो गई है शायद
मैं फिर से चाँद को पाने चला हूँ
बहुत रोया था एक बार जो करके
वही गलती फिर से दोहराने चला हूँ🍂
BETA HEY TU, MERI SAAN HE TU,
BETI HEY TU, MERI MAAN HE TU,
KOI HAQ NAHI KISI OR KO IS QADAR,
BETA BIGAD JAYE TO BAOL NE AAYE,
OR,
BETI KI BIDAY HO JAYE TO JATANE AAYE…