jab huee thee mohabbat to laga kisee achchhe kaam ka hai sila,
khabar na thee ke gunaahon ki saja aise bhee milatee hai..
जब हुई थी मोहब्बत तो लगा किसी अच्छे काम का है सिला,
खबर न थी के गुनाहों कि सजा ऐसे भी मिलती है..

Jahan yaad na aaye teri,
Woh tanhaai kis kaam ki.
Bigde rishte na bane,
To khudaai kis kaam ki.
Beshak apni manzil tak jana hai hamein,
Lekin jahaan se apne na dikhein,
Woh oonchaai kis kaam ki..!
Oh dard dard nahi hunda, jihnu byaan karn lai saadhiyaa akhaan hungaara na bharan
ਉਹ ਦਰਦ ਦਰਦ ਨਹੀਂ ਹੁੰਦਾ, ਜਿਹਨੂੰ ਬਿਆਨ ਕਰਨ ਲਈ ਸਾਡੀਆ ਅੱਖਾਂ ਹੁੰਗਾਰਾ ਨਾ ਭਰਨ