Skip to content

Jab khuda ne MAA ka astitva || mother shayari

Jab khuda ne MAA ka astitva bnaya uska ek ek jaadoo kisi aur ne churaya mohabbat, hifajat, barkat jo khuda ka kaam tha ye sab bhi ab maa ka duja naam tha dekhte hi dekhte koi aur parvardigaar hogyaa Maa ko bna kar KHUDA berojgaar hogya……

जब खुदा ने मां का अस्तित्व बनाया उसका एक एक जादू किसी ओर ने चुराया मोहब्बत हिफाज़त बरकत जो खुदा का काम था ये सब भी अब मां का दूजा नाम था देखते ही देखते कोई और परवरदिगार हो गया ”मां” को बना कर खुदा बेरोजगार हो गया….

Title: Jab khuda ne MAA ka astitva || mother shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kamaal karta hai || 2 lines pure love

YAAR TERE KALAM ME KUCH TO KAMAL HAI….

TU JO BHI KALLAM (ARAZ/SPEAK)KARTA HAI KAMAL KARTA HAI

Title: Kamaal karta hai || 2 lines pure love


Waqt badle || zindagi shayari punjabi

ਵਕ਼ਤ ਬਦਲਾਂ ਸਭ ਬਦਲੇ ਬਦਲ ਗਏ ਲ਼ੋਕ
ਪਹਿਲਾਂ ਹੀ ਟੁੱਟੇ ਹੋਏ ਸੀ
ਜੇ ਅੱਜ ਟੁੱਟ ਗਏ ਫੇਰ ਕਾਹਦਾ ਕਿਤਾ ਜਾਵੇ ਸ਼ੋਕ
—ਗੁਰੂ ਗਾਬਾ 🌷

Title: Waqt badle || zindagi shayari punjabi