
Menu disan nazare bas tere hi tere..!!
Enjoy Every Movement of life!

Tum pani se nahati ho
Ya pani tumse nahata hai
Ye dekh suraj bhi
Tumhe dekh sharmata hai 🤩😛
तुम पानी से नहाती हो
या पानी तुमसे नहाता है
ये देख सूरज भी
तुम्हे देख शर्माता है।🤩😛
Iss waqt jis waqt bhi sochu …
har waqt uss waqt ko sochu …
jiss waqt mila tu….
har ghadi uss waqt ko sochu..❤
इस वक़्त उस वक़्त को सोचू
हर वक़्त उस वक़्त को सोचू
जिस वक्त मिला तू
हर घड़ी उस वक़्त को सोचू❤