Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Uski khushi ke liye ||two line hindi shayari || true love shayari
Khuda bhi pareshaan hai mere lehje se
mein ansu bhi uski khushi ki dua me Baha deta hu ..🙃
खुदा भी परेशान है मेरे लहज़े से
मैं आँसू भी उसकी खुशी की दुआ में बहा देता हूँ..🙃
Title: Uski khushi ke liye ||two line hindi shayari || true love shayari
Teri aarzoo mEra khwaab hai || sad dard shayari
Teri aarzoo mera khwaab hai
Jiska rasta bahut kharab hai
Mere zakhm ka andaza na laga
Dil ka har panna dard ka kitab hai🙃
तेरी आरजू मेरा ख्वाब है
जिसका रास्ता बहुत खराब है
मेरे जख्म का अंदाजा न लगा
दिल का हर पन्ना दर्द की किताब है🙃
