Mohobbat ki talash mein nikle ho tum
Are o pagl…
Mohobbat khud talash karti hai
Jise barbaad karna ho🙃✌
मोहब्बत की तलाश में निकले हो तुम
अरे ओ पागल…
मोहब्बत खुद तलाश करती है…
जिसे बर्बाद करना हो🙃✌
tujhse milne ke baad dil aasmaan ko chu jata h ,
tujhse milne ke baad ye samundar ke gote khata h,
tumhari aakhe itni khubsurat h ki inme doob jau,
ha tumhe ishq karti hu kaise tumhe batau,
tum itne mashoor ho kaise tumhe gale se lagau ,
tum itne magnoor ho pal bhar thaher ke mujhe dekh bhi nhi sakte,
aur mai itni fursat me hu ki tum haat pakdo,
mai saari haade paar kar jau.