Aksar log andhere ko apni duniya maan lete hain
Kadwi sachhai ko jhel nahi paate hain
Ujjale ki roshni uski andhere ki duniya ko nigal leti hai
Uski iss jhuti Jahan ki badal dati hai
Andhere ki duniya bhale hi jhuti ho sukun ke do pal deta hai
Ujjali Kiran aane waale sach ka kal deta hai
Kya kare yeh dil sach maanta hi nahi
Dhoke kaa maara hai,yakeen karna isko aata nahi
Tumhare saath bitaye pal kabhi bhul nahi paunga,
Jindgi ke raho per chalna bhi tumne sikhaya,
kya pata konse mod pe aa khada hu,
par tumhare liye kabhi me khud ko rok na paya.