khud par hasne ka hunar Sikh rha hu aajkal,
jamane ko wese bhi jaldi bhul jane ki aadat hai.
Enjoy Every Movement of life!
Yeh mumkin toh nahi…
Ki marke bhi ishq kiya jaye…😊
Par jab tak hai tere saath hai…
Tab tak toh khush hoke jiya jaye…❤️
ये मुमकिन तो नहीं…
कि मर के भी जीया जाए…😊
पर जब तक है तेरे साथ हैं…
तब तक तो खुश हो के जीया जाए…❤️
