Jane do na yrr..
Kisi ko kisi main khushi …
jo jismai khush usmai rehane do….
kyun kisi ki khushiyan khrb kre hum❤️🤞🏻
Enjoy Every Movement of life!
Jane do na yrr..
Kisi ko kisi main khushi …
jo jismai khush usmai rehane do….
kyun kisi ki khushiyan khrb kre hum❤️🤞🏻
vo to hum the isliye
warna
waqt ke jis daur se hum guzre hai
is daur se koi aur guzarta to guzar jata🙌💔
वो तो हम थे इसलिए
वरना
वक्त के जिस दौर से हम गुजरे है
इस दौर से कोई और गुजरता तो गुजर जाता🙌💔
Ye fard-e-jurm hai mujh par
Ki usse pyar karta hu
Mai filhaal to is ilzaam se inkar karta hu✨
ये फर्द-ए-जुर्म है मुझ पर
कि उससे प्यार करता हूँ
मैं फिलहाल तो इस इल्ज़ाम से इनकार करता हूँ✨