Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Dilo jaan se karenge || Love shayari hindi
dilo jaan se karenge hifaazat teree,
bas ek baar too kah de ki, main amaanat hoon teree…
दिलो जान से करेंगे हिफ़ाज़त तेरी,
बस एक बार तू कह दे कि, मैं अमानत हूं तेरी…
Title: Dilo jaan se karenge || Love shayari hindi
Sirf izhaar nahi karte || True Hindi Lines
Sapne toh yu bahut haseen hote hai, Magar sapno se pyar nahi karte,
Tumhe chahte toh hum aaj bhi hai, Sirf izhaar nahi karte!!!
