Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Yaad karte hain || love hindi shayari
Tujhe har roz yaad karte hai
Teri tasveer se har roz baat karte hai
Tu khush hai dukhi hai is baat ka bhi pata nahi
Par teri khushi ke liye har roz fariyaad karte hai😊
तुझे हर रोज याद करते है
तेरी तस्वीर से हर रोज बात करते है
तू खुश है दुखी है इस बात का भी पता नहीं
पर तेरी खुशी के लिए हर रोज फरयाद करते है😊
Title: Yaad karte hain || love hindi shayari
Waqt saada vi || time punjabi shayari
Ajh teri kal meri waari aa
keh gaye sach siyaane eh duniyadaari aa
jihde karmaa ch jo likhiyaa ant oh paa jaana
jad rabb di ho gai mehar waqt saadda v aa jaana
ਅੱਜ ਤੇਰੀ ਕੱਲ ਮੇਰੀ ਵਾਰੀ ਆ,,,
ਕਹਿ ਗਏ ਸੱਚ ਸਿਆਣੇ ਇਹ ਦੁਨੀਆਦਾਰੀ ਆ…
ਜਿਹਦੇ ਕਰਮਾਂ ‘ਚ ਜੋ ਲਿਖਿਆ ਅੰਤ ਉਹ ਪਾ ਜਾਣਾ,,,
ਜਦ ਰੱਬ ਦੀ ਹੋ ਗਈ ਮੇਹਰ ਵਕ਼ਤ ਸਾਡਾ ਵੀ ਆ ਜਾਣਾ.
