Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Nazron se nazar || two line hindi shayari || love shayari
Aaj jannat mein kuch pal is trah bita kar aaya hu😍
Uski nazron se apni nazrein ek baar mila kar aaya hu🙈
आज जन्नत में कुछ पल इस तरह बिता कर आया हूँ😍
उसकी नज़रों से अपनी नज़रें एक बार मिला कर आया हूँ🙈
Title: Nazron se nazar || two line hindi shayari || love shayari
Dil toota hai || two line hindi shayari || broken shayari
Lagta hai is baadal ka bhi dil toota hai,
Bolta kuch nahi bas roye ja raha hai😓
लगता है इस बादल का भी दिल टूटा है,
बोलता कुछ भी नहीं बस रोये जा रहा है। 😓

