Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Waqt shayari || two line shayari
Mene aksar logo ko ye kehte huye suna hai ke waqt kisika nhi hota
Un logo ko mein kehna chahta hoon ke ek baar waqt waqt par zaroor aata hai 🤞
मैने अक्सर लोगो को ये कहते हुए सुना है कि वक्त किसीका नही होता
उन लोगो को में कहना चाहता हूँ कि एक बार वक्त वक्त पर जरूर आता है🤞
Title: Waqt shayari || two line shayari
karega jamaana || Bewafa two lines
karega jamaana bhee hamaaree kadar ek din,
dekh lena.. bas jara vafa kee buree aadat chhut jaane do…
करेगा जमाना भी हमारी कदर एक दिन,
देख लेना.. बस जरा वफ़ा की बुरी आदत छुट जाने दो…
