Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Vo to hum the ||sad but true shayari || sad shayari
vo to hum the isliye
warna
waqt ke jis daur se hum guzre hai
is daur se koi aur guzarta to guzar jata🙌💔
वो तो हम थे इसलिए
वरना
वक्त के जिस दौर से हम गुजरे है
इस दौर से कोई और गुजरता तो गुजर जाता🙌💔
Title: Vo to hum the ||sad but true shayari || sad shayari
Aansuyon ki vjah || sad hindi shayari
Yaaro jo kabhi hmari ankhon mein
Ek ansu bhi nhi dekha karta tha,
Afsos aaj vahi hmari
Behte ansuyo ki vjah hai💔
यारो जो कभी हमारी आंखों में
एक आंसू भी नही देखा करता था,
अफसोस आज वही हमारी
बहते आंसुओं की वजह है💔
