Skip to content

Jeena sikha rahe hai || best hindi shayari

Wo khadhe muskuraa rahe hai
dil todh jaane ke baad
wo hame jeena sikhaa rahe hai
hamare mar jaane ke baad

वो खड़े मुस्कुरा रहे है
दिल तोड़ जाने के बाद,
वो हमे जीना सिखा रहे है
हमारे मर जाने के बाद।

Title: Jeena sikha rahe hai || best hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Me tumahri saadgi || 2 lines hindi love shayari

Me tumahri saadgi ki kyaa misaal du
is saare yahaa me be-misaal ho tum

मैं तुम्हारी सादगी की क्या मिसाल दूँ
इस सारे जहां में बे-मिसाल हो तुम

Title: Me tumahri saadgi || 2 lines hindi love shayari


Bhul jaaye ya use bhi yaad kare || hindi sad shayari

BHUL JAAYE YA USE BHI YAAD KARE || HINDI SAD SHAYARI
waqt barbaad kare fir bhi tum mujhe yaad kare
kuchh pal bitaye the hamne sath
bhul jaaye yaa use bhi yaad kare