Enjoy Every Movement of life!
Ek dua karta hoon khuda tujhse ki, Mohabbat dur le ja mujhse.💔💔
kahin koi Badnaam Na Ho jaaye in hathon se jo dua Karti hai tujhse..🙏🙏🙏
Aaj jannat mein kuch pal is trah bita kar aaya hu😍
Uski nazron se apni nazrein ek baar mila kar aaya hu🙈
आज जन्नत में कुछ पल इस तरह बिता कर आया हूँ😍
उसकी नज़रों से अपनी नज़रें एक बार मिला कर आया हूँ🙈
