Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Aapke pyar me || love shayari hindi
Hum to is kadar free hai janab,
Aapke pyar me,
Ki aap ak baar yaad to karo hme,
Apne khyalon me,
Hum vahan bhi dode chle aaye ge,
Ak pukar par tumhari…
ਤੇਰਾ ਰੋਹਿਤ…✍🏻
Title: Aapke pyar me || love shayari hindi
Tujhse baat karne ko jee chahta hai || love Hindi shayari
Tujhse baat karne ko jee chahta hai
Par baat kya karu samjh nhi aata hai
Mein bas itna puch sakta hu kesi hai tu
Mujhe baat karne ka yahi tareeka aata hai 😶
तुझसे बात करने को जी चाहता है
पर बात क्या करू समझ नही आता है
मैं बस इतना पूछ सकता हु कैसी है तू
मुझे बात करने का यही तरीका आता है। 😶


