Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Meri rooh bhatakati || two line shayari
Poore shehar mein myassar nhi hawa kahi,
Bas meri rooh hai jo dar dar bhatkati hai..
पूरे शहर में मयस्सर नहीं हवा कहीं,
बस मेरी रूह है जो दर दर भटकती है…
Title: Meri rooh bhatakati || two line shayari
Ek waqt tha || two line Hindi shayari || sad
Ek waqt tha jab hmari batein hi khatam nhi hoti thi
Aur ek waqt hai jab hmari baat bhi nhi hoti hai 💔
एक वक्त था जब हमारी बातें ही खत्म नही होती थी
और एक वक्त है जब हमारी बात भी नही होती है।।💔

