Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Kyon Log Badal Jaate Hain
Tarsate The Jo Milne Ko Humse Kabhi,
Aaj Wo Kyon Mere Saaye Se Katraate Hain
Hum Bhi Wahi Hain Dil Bhi Wahi Hai,
Naa Jane Kyon Log Badal Jaate Hain!
Title: Kyon Log Badal Jaate Hain
Dard || two line hindi shayari
Jinke paas zindagi mein dene ke liye mohobbat ke siwa kuch nahi hota hai
Unhe zindagi mein dard ke siwa kuch nahi milta hai💔
जिनके पास जिंदगी में देने के लिये मोहब्बत के सिवा कुछ नही होता है,
उन्हें जिंदगी में दर्द के सिवा कुछ नही मिलता है💔
